रविवार, 13 सितंबर 2009

Kashti Ka Khaamosh Safar .. किशोरदा &सुधा मल्होत्रा



Film : Girl Friend गर्ल फ्रेंड (1960) with solo version ,Sudha Malhotra performed the same song Live on BBC, although the solo version performed was presented differently compared to the suet above. See for yourself !!!
दिल ने दिल की बात समझ ली, अब मुझे क्या कहना है
आज नहीं तो कल कह लेंगे, अब तो साथ रहना है
कह भी चुको,कह भी चुको जो कहना है
छोडो अब क्या कहना है..
Super Melody sung by Kishore Kumar and Sudha Malhotra in the '60 flick GirlFriend. Music composed by Hemant Kumar to the Lyrics of Sahir Ludhianvi.

Legend Kishore Kumar's passing on Oct 13, 1987 left a void that could never be filled ...
Versatile singer and a man of different moods! To Kishore Kumar the legend a tribute.
21 years back we lost you to the Fate. But you continue to live in your music,in our hearts. We miss you a lot Kishore daa. There could be never another you.
Many articles in the past have been published projecting varied perspectives of Kishore Kumar, they called him eccentric, they called him very human, romantic......But what overwhelmed it all was his "Golden Voice" that gave us so many songs that are beyond par excellence....... The depth, the emotion, the mettle, the voice, the incomparable kishor daa..
Lyrics:-
Kashti Ka Khaamosh Safar Hai, Shaam Bhi Hai Tanhaayi Bhi
Door Kinare Par Bajti Hai Laharon Ki Shehnaayi Bhi
Kashti Ka Khaamosh Safar Hai, Shaam Bhi Hai Tanhaayi Bhi
Door Kinare Par Bajti Hai Laharon Ki Shehnaayi Bhi
आज मुझे कुछ कहना है...
लेकिन ये शर्मीली निगाहें मुझको इजाज़त दें तो कहूँ
खुद मेरी बेताब उमंगें थोडी दें फुरसत तो कहूँ ..
आज मुझे कुछ कहना है ...
Aaj Mujhe Kuch Kehna Hai, Aaj Mujhe Kuch Kehna Hai
Lekin Yeh Sharmilee Nigaahein Mujhko Ijaazat De To Kahoon
Khud Meri Betaab Umangein Thodi Fursat Dein To Kahoon
Aaj Mujhe Kuch Kehna Hai, Aaj Mujhe Kuch Kehna Hai

Jo Kuch Tumko Kehna Hai, Woh Mere Hi Dil Ki Baat Na Ho
Jo Hai Mere Khwaabon Ki Manzil Us Manzil Ki Baat Na Ho
Kehte Hue Dar Sa Lagta Hai, Kehkar Baat Na Kho Baithu
Yeh Jo Zara Sa Saath Mila Hai, Yeh Bhi Saath na Kho Baithu

Kabse Tumhaare Raste Pe Main Phool Bichaaye Baithi Hoon
Keh Bhi Chuko Jo kehna Hai, Main Aas Lagaaye Baithi Hoon
Dil Ne Dil Ki Baat Samajh Lee, Ab Mujhko Kya Kehna Hai
Aaj Nahin To Kal Keh lenge, Ab To Saath Hi Rehna Hai

Keh Bhi Chuko, Keh Bhi Chuko Jo Kehna Hai
Chhodo Ab Kya Kehna Hai..
Category: People & Blogs

Tags: sudha malhotra aaj mujhe kuchh kehna hai kisho kumar mastkalandr sahir ludhianvi girl friend hemant daa kishor bbc kashti ka khamosh safar

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें