रविवार, 13 सितंबर 2009

chhotaa saa ghar hogaa baadalon ki chhaanv में..

Chhota sa ghar hoga badlon ki chhaon mein..
Movie : Naukri नौकरी (1954)
Singers-Kishore, Savita Chaudhari,
Lyrics- Shailendra,
Music : Salil Chaudhari
Cast s : Kishor Kumar ,Seila Ramani
21 years back we lost you to the Fate. But you continue to live in your music, in our hearts.
We miss you a lot Kishoreda. There could be never another you.
Lyrics :-
छोटा सा घर होगा बादलों की छाँव में
आशा दिवानी मन में बांसुरी बजाये
हम ही हम चमकेंगे तारों के उस गाँव में
आँखों की रौशनी हर दम ये समझाए ..
chhotaa saa ghar hogaa baadalon ki chhaanv mein
aashaa deewaani man mein bansuri bajaaye

ham hi ham chamkenge taaro ke us gaanv mein
aankhon ki roshni har dam ye samjhaaye

chaandi ki kursi pe baithe meri chhoti bahnaa

sone ke sinhaasan pe baithe meri pyaari maan
meraa kyaa main padaa rahoongaa ammi ji ke paanv mein

aa ai re, aa ai re
aa ai re, aa ai re
chhotaa saa ghar hogaa baadalon ki chhaanv mein
aashaa deewaani man mein bansuri bajaaye

meri chhoti bahnaa naazon ki paali shahzaadi

jitni bhi jaldi ho main kar doongaa iski shaadi
achchhaa hai ye balaa hamaari jaaye dooje gaanv mein
achchhaa hai ye balaa hamaari jaaye dooje gaanv mein
aa ai re, aa ai re
aa ai re, aa ai re
chhotaa saa ghar hogaa baadalon ki chhaanv mein
aashaa deewaani man mein bansuri bajaaye

kahegi maan dulhan laa betaa ghar soonaa soonaa hai

man mein jhoom kahoongaa main maan itni jaldi kyaa hai
gali gali mein tere raaj dulaare ki charchaa hai

aakhir koyi to aayegaa in nainon ke gaanv mein
aakhir koyi to aayegaa in nainon ke gaanv mein
aa ai re, aa ai re
aa ai re, aa ai re
chhotaa saa ghar hogaa baadalon ki chhaanv mein
aashaa deewaani man mein bansuri bajaaye
ham hi ham chamkenge taaro ke us gaanv mein
aankhon ki roshni har dam ye samjhaaye
Category: People & Blogs

Tags: naukari kishor kumar mastkalandr salil chaudhari shailendra savita chhota sa ghar hoga badlon ki chhaon mein

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें