बुधवार, 23 मार्च 2011

ye raaten ye mausam nadi ka kinara ye chanchal hawa..



Song ; ye raaten ye mausam nadi ka kinara ye chanchal hawa..
Movie : Dilli ka Thug (1958)
Singers : Kishore Kumar and Asha Bhonsle
Song : Ye Raatein Ye Mausam Nadi Ka Kinaara
Lyricist : Majrooh Sultanpuri
Actors : Kishore Kumar, Nutan Behl, Smriti Biswas,
Music Director : Ravi,
Director: ; S.D. Narang
Genres:: Comedy/Drama

LYRICS :-
ye raatein ye mausam
nadi ka kinaara
ye chanchal hawa
aa hmm..
ye raatien ye mausam
nadi ka kinaara
ye chanchal hawa

kaha do dilo ne
ki mil kar kabhi hum
na honge juda
ye raatien ye mausam
nadi ka kinaara
ye chanchal hawa

ye kya baat hai
aaj ki chaandni mein
ye kya baat hai
aaj ki chaandni mein

ke hum kho gaye
pyaar ki raagini mein
ye baahon mein baahein
ye behki nigaahein

lo aane laga zindagi ka maza
ye raatein ye mausam
nadi ka kinaara
ye chanchal hawa

sitaaron ki mehfil ne
kar ke ishaara
sitaaron ki mehfil ne
kar ke ishaara

kaha ab to saara
jahaan hai tumhaara
muhabbat jawaan ho
khula aasaman ho

kare koi dil aarzoo aur kya
ye raatein ye mausam
nadi ka kinaara
ye chanchal hawa

kasam hai tumhe
tum agar mujh se roothe
kasam hai tumhe
tum agar mujh se roothe

rahe saans jab tak
ye bandhan na toote
tumhein dil diya hai
ye vaada kiya hai

sanam main tumhaari rahungi sada
ye raatein ye mausam
nadi ka kinaara
ye chanchal hawa

kaha do dilon ne
ki mil kar kabhi hum
na honge juda
ye raatein ye mausam
nadi ka kinaara
ye chanchal hawa

The song is in the voice of Kishore Kumar and Asha Bhonsle and is pictured on Kishore Kumar and Nutan Behl in a very cute romantic environment.

Category:
People & Blogs

Tags:
dilli ka thag1958kishor kumarnutanasha bhosaleseema bisvasravimajrooh sultanpurimastkalandrhindi old is goldindianbollywoodoldies

कोई टिप्पणी नहीं:

एक टिप्पणी भेजें