Ajab hai dastaan teri aye zindgi..both version together
Film:- Shararat शरारत (1959 ) अज़ब है दास्तां तेरी अए जिंदगी .."The best and the most beautiful things in the world cannot be seen,nor touched...but are felt in the heart." ..
तुम आई माँ की ममता लिए तो मुस्कुराए हम
के जैसे फिरसे अपने बचपन में लौट आए हम..
Tum Aayi Maa Ki Mamta Liye To Muskuraye Hum
Ke Jaise Phirse Apne Bachpan Mein Laut Aaye Hum
Film:- Shararat (1959 )
Singer:- Mohammad Rafi Sings for kishor kumar
Music:-Shankar Jaikishen
Lyrics:- Shailendra
Star cast:- Kishore Kumar,Meena Kumari,Raaj Kumar,Kum Kum
Lyrics :-
Ajab Hai Daastan Teri Aye Zindagi
Ajab Hai Daastan Teri Aye Zindagi
Kabhi Hansa Diya Rula Diya Kabhi
Ajab Hai Daastan Teri Aye Zindagi
Tum Aayi Maa Ki Mamta Liye To Muskuraye Hum
Ke Jaise Phirse Apne Bachpan Mein Laut Aaye Hum
Tumhare Pyaar Ke Isi Aanchal Tale
Phirse Deepak Jale Phirse Deepak Jale
Dhala Andhera Jagi Roshani
Ajab Hai Daastan Teri Aye Zindagi
Magar Bada Hi Sangdil Hai Yeh Malik Tera Jahan
Yahan Maa-Beton Pe Bhi Log Uthate Hai Ungliyan
Kali Woh Pyaar Ki Sulagte Reh Gayi
Har Taraf Aag Thi Har Taraf Aag Thi
Hansane Aayi Thi Rulakar Chali
Ajab Hai Daastan Teri Aye Zindagi
Ajab Hai Daastan Teri Aye Zindagi
Kabhi Hansa Diya Rula Diya Kabhi
Ajab Hai Daastan Teri Aye Zindagi
Kali khilnena paayi thi ke shaakh hi ujhad gayi
Abhi zara takhe ke humse pyaari maa bichad gayi
O aasmaan bata o aasman bata
kiya humne tho kya jo mili yeh sazaa jo mili yeh sazaa
Ladhakpan mein hi yeh duniyaa luthi
Ajab hai dastaan teri yeh Zindgai
Ajab Hai Daastan Teri Aye Zindagi
Kabhi Hansa Diya Rula Diya Kabhi
Ajab Hai Daastan Teri Aye Zindagi
Category: People & Blogs
Tags: ajab hai dastaan teri zindagi kishor kumar daa mastkalandr mohammad rafi shararat shailendra shankar jaikishan meena kumari raaj kum
सदस्यता लें
टिप्पणियाँ भेजें (Atom)
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें